Wednesday, May 23, 2012

Zillet-e-Khauf-e-sahar na ho to parvana hi kya? Urdu poem

Gaafil-e-mehfil shama na ho to jal jana hi kya?
Zillat-e-khauf-e-sahar na ho ta parvaana hi kya ?

Ladkhadata dar-b-dar jo mar na jaaye, kaisa Qais?
Zinda gar tere bhi dar pahuncha to phir deewana kya?

Tashnagi main masti-e-hasti mille to jaanu rind,
Pi ke hi behka jo main to shokhiy-e-rindaana kya?.

No comments: